Kabhi Aey Haqeqat-e Muntarzi Nazar Aa Libas-e Majaz Main
Kabhi Aey Haqeqat-e Muntarzi Nazar Aa Libas-e Majaz MainKe Hazaron Sajday Tarap Rahay Hain Meri Jabeen-e Niaz Main
Kabhi Aey Haqeqat-e Muntarzi Nazar Aa Libas-e Majaz MainKe Hazaron Sajday Tarap Rahay Hain Meri Jabeen-e Niaz Main
Dhondta phirta hon aey Iqbal apny aap koAap ki goya musafir, aap hi manzil hon main
Lahore K Larkon Ki Aik Khaas Baat HaiTeen Chaar Girlfriend Yeh Bhi Aam Baat Hai
Mehngi Hogi Sabzi Aur Mehngi Hogi DaalSab ko Mubarak Ho Naya saal
“Ghainn” Se Ghubaaray “Fay” Se FuwwarayHum Iss Saal Bhi Reh Gaye Kunware
Aur Bhi Gham Hain Mohabbat Ke Siwa Zamaane MeinAaj Mera Paaon Phisal Gaya Ghusal Khane Mein
Itni Si Khwahish Hai Iss Dil KiPehly Wafa Phir Nikah Phir Niki Nika
Main Kaise Sunaun Tumhe Dil Ki DastaanMere Paas Toh Tumhara Number Hee Nahi Hai
Ehsaan Yeh Raha Tohmat Lagane Walon Ka Mujh ParUthti Ungliyon Ne Mujhe Mashhoor Kar Diya
Sahi Waqt Par Karwa Denge Hadon Ka EhsasKuch Talaab Khud Ko Samundar Samajh Baity Hain